Toot Sa Gaya Hai Meri

Toot Sa Gaya Hai Meri Chahaton Ka Wajood
Ab Koi Acha Lagay Tu Izhaar Nahi Karte
Main Ne Maan Se Pocha Kab Tak

Main Ne Maan Se Pocha Kab Tak
Apny Kandhy Par Sar Rakhny Dain Gi
Maan Muskrayen Or Kaha, Jab Tak
Log Mujhe Apny Kandhay Par Na Utha Lein