Tera Intizaar Karna Tha

Na Koi Wa’ada Na Koi Yaqeen Na Koi Umeed
Magar Hmain Tu Tera Intizaar Karna Tha
Na Koi Wa’ada Na Koi Yaqeen Na Koi Umeed
Magar Hmain Tu Tera Intizaar Karna Tha
Kuch Ishare Thay Jinhen Dunya Samajh Bethay Thay Ham
Is Nigah Aashna Ko Kya Samjh Bethay Thay Ham
Rafta Rafta Ghair Apni Hi Nazar Mein Ho Gaye
Wah Re Ghaflat Tuje Apna Samjh Bethay Thay Ham
Read More […]
Bohat Pehle Se Un Qadmon Ki Aahat Jnan Lete Hain
Tuje Aey Zindagi Door Se Pehchan Lete Hain
Meri Nazrein Bhi Aesay Qatlon Ka Jan-O Aeman Hain
Nigahen Miltay Hi Jo Jaan Or Aemna Lete Hain
Read More […]
Mein Mudaton Jiya Hun Kisi Dost Ke Beghair
Ab Tum Bhi Sath Chorne Ko Keh Rahe Ho Khair
Keh Diya Tu Ne Jo Masoom Tu Ham Hain Masoom
Keh Diya Tu Ne Gunah-Gar Gunah-Gar Hain Ham
Jahan Mein Thi Bas Ik Afwah Tere Jalwon Ki
Chiragh Der-O Haram Jilmalye Hain Kya Kya
Sitaron Se Uljata Ja Raha Hun
Shab Farqat Bohat Gabrha Raha Hun
Tere Gham Ko Bhi Kuch Behla Raha Hun
Read More […]