1896 - 1982
Mein Mudaton Jiya Hun Kisi Dost Ke Beghair Ab Tum Bhi Sath Chorne Ko Keh Rahe Ho Khair
Main Hun Dil Hai Tanhai Hai Tum Bhi Hote Acha Hota
Keh Diya Tu Ne Jo Masoom Tu Ham Hain Masoom Keh Diya Tu Ne Gunah-Gar Gunah-Gar Hain Ham
Jahan Mein Thi Bas Ik Afwah Tere Jalwon Ki Chiragh Der-O Haram Jilmalye Hain Kya Kya
Sitaron Se Uljata Ja Raha Hun Shab Farqat Bohat Gabrha Raha HunTere Gham Ko Bhi Kuch Behla Raha Hun
Ishq Abi Se Tanha Tanha Hijar Ki Bhi Ayi Nahi Nobat
Ik Umer Kat Gayi Hai Tere Intezaar Mein Aesay Bhi Hain Ke Kat Na Saki Jin Se Aik Raat
Ab Yaad Ruftagan Ki Bhi Himat Nahi Rahi Yaaron Ne Kitni Dor Bsayi Hain Bastiyan
Showing 28 of 28