Apni Jagah Na Thehrta Tha

Apni Jagah Na Thehrta Tha.
Dil Sheshy Main Band Kar Liya Main Ne
Bas Aik Mor Meri Zindagi Main Aya Tha
Phir Us Ke Baad Uljati Gayi Kahani Meri
Ik Umer Se Fareb-e Safar Kha Rahay Hain Ham
Ma’aloom Hi Nahi Kidhr Ja Rahe Hain Ham
Aik Maqam De Rakha Hai Tere Naam Ko
Log Baat Manwaa Lete Hain Tera Zikar Kar Ke
Gham-e Zamana Ne Majboor Kar Diya Warna
Yeh Arzoo Thi Ke Bas Teri Aarzoo Karte
Us Ki Aankhon Ko Kabi Ghor Se Dekha Hai Faraz
Sony Walon Ki Tarah Jagne Walon Jesi