853 poems
Nahi Hai Na Umeed Iqbal Apni Kisht-e Weran Se Zara Nam Ho Tu Ye Matti Bahut Zarkhez Hai Saqi
Pyar or Mohabat Us Door Ki Baat Hai Faraz Jab Makan Kachay Or Log Sachy Hoa Karte Thay
Mujhse Har Bar Wo Nazren Chura Leta Hai Faraz Mane Kagaz Pe Bhi Bana Ke Dekhi Hain Ankhen Usk
Pyas Kehti Hai Ab Rait Nichori Jaye Apnay Hisay Main Samandar Nahi Aane Wala
Toot Jata Hi Ghareebi Me Wo Rishta Jo Khas Hota Hai Hazaron ”Yaar” Banty Hain Jab Paisa Pass Hota Hai
Main Shab Ka Bi Mujrim Hoon Sehr Ka Bi Hoon Mujrim Yaroo Muje Is Shehr Ke Aadab Sikha Do
Mere Dil Main Daikh Sako Tu Shayad Ye Jaan Lo Kitni Khamosh Muhabat Tum Se Karta Hai Ko
Ham Chiraghon Ko Tu Tareeki Se Larna Hai Faraz Gul hoye Par Subah Ke Aasar Ban Jayen Gay Ham
Wo Aaye Bazm Main Itna Tu Fikr Ne Dekha Phir Us Ke Bad Chiraghon Main Roshni Na Rahi
Marne Ki Duyain Kun Mango, Jene Ki Tamana Kon Karay Ye Dunya Ho Ya Wo Dunya, Ab Khawhish-e Dunya Kon Karay
Paas Jab Tak Wo Rahe Dard Thama Rehta Hai Phelta Jata Hai Phir Aankh Ke Kajal Ki Tarah
Ulja Rahi Hai Muj Ko Yahi Kashmakash Musalsal Mohsin Wo A Basa Hai Muj Main Ya Main Us Main Kho Gaya Hoon
Ihsaas Muhabat Ki Methas Se Muje Aagah Na Kar Ye Wo Zahar Hai Jo Main Pehle Bi Pee Chuka Hoon
Suna Hai Zindagi Imtihan Leti Hai Faraz Par Yahan Tu Imtihanon Ne Zindagi Le Li
Bara Maza Ho Keh Mehshar Main Ham Karin Shikwa Wo Mintoon Se Kahain Chup Raho Khuda Ke Liye
Apni ghali main apna hi ghar dhondte hain log Amjad ye kon shehr ka naqsha badal gaya
Mohabbat Kar Sakte Ho To Khuda Se Karo Faraz Mitti Ke Khilonon Se Kabhi Wafa Nahi Milti
Tmam umar usi ke khayal main guzri faraz Mera khayal jisy umar bhar nahi aya
Nadeem main kabi izhar-e-mudda na karon ga Magar wo behre khuda ye ghazal to sunte jayen
Alfaaz gira dete hain jazbaat ki qemat Har baat ko alfaaz main tola nahi krty
Showing 840 of 853