Mujhy tum se mohabbat hai

Mujhy ik baat kehny do, mujhy tum se mohabbat hai
Hamseha sath rehny do, mujhy tum se mohabbat hai
Mujhy ik baat kehny do, mujhy tum se mohabbat hai
Hamseha sath rehny do, mujhy tum se mohabbat hai
Shaam bhi thi dhuwan dhuwan husn bhi tha udaas udaas
Dil ko kayi kahaniyan yaad si aa ke reh gayeen
Yahan libaas ki qeemat hai aadmi ki nahi
Mujhe glass baray day sharaab kam kar day
Pakrey jatay hain farishton ke likhy par na-haq
Aadmi koi hamara dam-e tehreer bhi tha
Kab wo zahar ho ga aur heran kar de ga mujhe
Jitni bhi mushkil mein hun aasan kar de ga mujh