853 poems
Mujhe Apne Roop Ki Dhoop Do Ke Chamak Saken Marey Khhaal O Khad Mujhe Apne Rang Mein Rang Do Meray Saaray Rang Utaar Do
Tarq-e Ta'aluqaat Ka Ye Hi Sabab Bana Ham Us Ki Khawhishat Ko Pora Na Kar Saky
Aa Dekh Tere Pyar Main Kha Kha Ke Thokrein Itna Sambhal Gya Hon Ke Dunya Sambhal Lon
Wo To Soraj Ne Meharbani Ki Din Bhala Mujh Se Kab Guzarta Tha
Na Zameen Hai Meri Qarar Gah, Na Falak Hai Manzal-e Jazb e Dil Bari Dair Se Hai Safar Mera, Teri Yaad Se Teri Yaad Tak
Abhi To Sath Chalna Hai Smanadar Ki Masafat Main Kinaray Par Dekhain Gey Kinara Kon Karta Hai
Chiragh Jalan To Purani Rasmain Hai Shehzad Ab To Mere Shehr Ke Log Insaan Jala Dete Hain
Koi Shab Hijar Main Bitai To Kis Tarah Aesay Main Lab Pey Dua Aayi To Kis Tarah
Jany Kis Ka Khawab Ho Ga Us Ki Band Aankhon Main
Maza Chakha Ke Hi Mana Hun Mein Bhi Dunya Ko Samaj Rahi Thi Keh Aese Hi Chor Dun Ga Usay
Ghar Laut Ke Roenge Maan Baap Akele Mein Mitti Ke Khilone Bhi Saste Na The Mele Mein
Kisi Ne Chehry Pe Naqab Rakha Hai Parday Main Chupa Ke Mahtaab Rakha hai
Gham E Pehchan Bhi Kisi Had Tak Honi Chahye Khushi Ki Pehchan Bhi Tu Yahan Honi Chahye
Aahista Chal Aey Zindagi Kai Qarz Chukana Baqi Hai Kuch Dard Mitana Baqi Hai, Kuch Farz Nibahna Baqi Hai
Jo Khurd Saay Hote Tu Aap Bhi Sard Paton Ke Shoar Main Dard e Khazaan Suntay
Yun Tu Sara Chaman Hamara Hai Phol Jitney Bhi Hain Paraye Hain
Ab Apni Haqeqat Bhi Saghar Be Rabat Kahani Lagti Hain Dunya Ki Haqeeqat Kya Kehye Kuch Yaad Nahi Kuch Bhol Gaye
Dunya Ne Fasano Ko Bakshi Afsurda Haqaeq Ki Talkhi Aur Ham Ne Haqeq Ke Naqshy Mein Rang Bhara Afsano Ka
Taaqat Se Sar Qalam Kiye Jate Hain 'Saahil' Dil Toh Mohabbat Ko Sajda Karte Hain
Wo Mujh Ko Awaz To Dete Hain, Pukara Nahi Karte Kehty To Sab Hi Kuch Hain, Magar Kuch Kaha Nahi Karte
Showing 240 of 853