Naya Hai Zamana

Chiraghon Ke Badle Makan Jal Rahe Hain
Naya Hai Zamana Nayi Roshni Hai
Enjoy our latest collection related to Roshni poetry. We have a huge shayari collection of famous poets which is updated regularly.
Main Apne Aap Ko Sulga Raha Hun Is Tawaqaa Per
Kabhi Tu Aag Bharke Gi Kabhi Tu Roshni Ho Gi
Jahan Rahe Ga Wahen Roshni Lutaye Ga
Kisi Chiragh Ka Apna Makan Nahi Hota
Bare Yaqen Se Dekhi Thi Ham Ne Subah-e Umeed
Qareeb Pohnche Tu Wasif Wo Roshni Na Rahi
Ab Jis Ke Jee Mein Aaye Wohi Roshni Paye
Ham Ne Tu Dil Jala Ke Sar-E Aam Rakh Diya
Wo Aaye Bazm Main Itna Tu Mir Ne Dekha
Phir Is Ke Bad Chiraghon Main Roshni Na Rahi
By: Mir Taqi Mir