Main Ne Kashti Ko Utara Hai

Soorma Jis Ke Kinaron Se Palat Aate Hain
Main Ne Kashti Ko Utara Hai Usi Paani Mein
Read our regularly updated collection of Kashti poetry from popular Urdu Poets.
Soorma Jis Ke Kinaron Se Palat Aate Hain
Main Ne Kashti Ko Utara Hai Usi Paani Mein
Tu Ne Kaha Na Tha Ke Main Kashti Peh Bhoj Hun
Aankhon Ko Ab Na Dhaanp Mujhe Dobte Bhi Dekh
Kashti Bi Nahi Badli Darya Bi Nahi Badla
Aur Dobne Walon Ka Jazba Bi Nahi Badla
Hai Shoq-e Safr Aesa Ik Arse Se Yaro
Manzal Bi Nahi Pai Rasta Bi Nahi Badla
Aankhon Mein Raha, Dil Mein Utar Kar Nahi Dekha
Kashti Ke Musafir Ne Samandar Nahi Dekha
Jisay Barish Ke Pani Mein Baha Kar Muskarate Thay
Mujhe Kaghiz Ki Wo Kashti Zara Phir Se Bana Dena
Submitted By: Afzal
Us Na Khuda Ke Zulm-o Sitam Haye Kiya Karon
Kashti Meri Daboyi Hai Sahal Ke Aas Paas