Ik Apna Diya
Ik Apna Diya Jalane Ko
Tum Ne Lakhon Diye Bhujaye Hain
Rehta Tha Samne Tera Chehra Khila Hua
Parhta Tha Main Kitab Yehi Har Class Mein
Log Dete Rahy Kya Kya Na Dilase Mujh Ko
Zakhm Gehra Hi Sahi Zakhm Hai Bhar Jaye Ga
Koi Bhola Hoya Chehra Nazar Aye Shayad
Aaina Ghor Se Tu Ne Kabhi Dekha Hi Nahi
Malboos Khush Numa Hain Mgar Jisam Khokly
Chilkay Sajay Hon Jese Phalon Ki Dukan Par
Jahan Talak Bhi Ye Sehra Dikhai Deta Hai
Meri Tarah Se Akela Dikhai Deta Hai