In Main Laho Jala Ho

In Main Laho Jala Ho Hamara Keh Jan-o Dil
Mehfil Main Kuch Chiragh Firozan Hoye Tu Hain
In Main Laho Jala Ho Hamara Keh Jan-o Dil
Mehfil Main Kuch Chiragh Firozan Hoye Tu Hain
Ya Rab Meri Maa Ko La Zawaal Rakhna
Mein Rahon Nah Rahon Meri Maa Ka Khayaal Rakhna
Meri Khusihyan Bhi Le Lo Meri Sansen Bhi Le Lo
Magar Meri Maa Ke Gird Sada Khoshion Ka Jaal Rakhna
Aankh Ashkbaar Sahi, Dil Yeh Guneh-gaar Sahi
Bandah To Tera Hon, Bandah Yeh Khata-kaar Sahi
Hazaron Ki Bheer Mein Tanha Hain
Aik Teri Mulaqaat Ke Talab-gaar Hain
Samjhay Nah To Zamane Ke Jaisa Matlabi
Isi Liye Thora Mohtaat Hain
Ishhq Mein Tairay Doob Gaye Itna
Ke Khud Se Bhi Bezaar Hain
Kisi Ka Bolna Bhi Nahi Lagta Acha
Ik Teri Aawaz Ke Talab-gaar Hain
Abhi Jawani Baqi Hai Abhi Zindagani Baqi Hai
Aja Ae Sanam Ke Abhi Kahani Baqi Hai
Naye Zakham Uthany Ki Taab Kahan
Abhi Wohi Choat Purani Baqi Hai
Read More […]
Masjid Dha De Mandar Dha De
Dhenda Jo Kuch Dha De
Ik Banday Da Dil Na Dhawain
Rab Dilan Wich Rehnda
Mujh Pey Nazren Jamaye
Kuch Sochte Hoye
Apne Nakhnon Ko
Danton Se Kat’te Hoye
Read More […]
Mouj Darya Bhi Khamosh Thi
Fiza Bhi Udaas Thi
Sukut Tha Har Taraf Pyaas Thi
Un Sab Ki Wajah Aik Hi Baat Thi
Woh Raat Judai Ki Raat Thi
Mein Bazid Thi Usay Roknay Par
Woh Bhi Ara Raha Jaaney Par
Khatam Kaisay Hoti Baat
Is Ko Pyari Us Ki Anaa Thi