The ghazal
Read it in Urdu script-
Hazaron Ki Bheer Mein Tanha Hain Aik Teri Mulaqaat Ke Talab-gaar Hain
-
Samjhay Nah To Zamane Ke Jaisa Matlabi Isi Liye Thora Mohtaat Hain
-
Ishhq Mein Tairay Doob Gaye Itna Ke Khud Se Bhi Bezaar Hain
-
Kisi Ka Bolna Bhi Nahi Lagta Acha Ik Teri Aawaz Ke Talab-gaar Hain
Submitted by shafaq


