2205 poems
Tumhen Jab Ru-baro Dekha Karen Gey Ye Socha Hai Bohat Socha Karen Gey
Us Ne Apni Khushi Ki Khatar Mere Dil Ke Tukre Tukre Kar Diye Lekin Khud Hi Ro Pra Har Tukre Pe Apna Naam Dekh Kar
Rah Dor Ishq Mein Rota Hai Kya Aage Aage Dekhiye Hota Hai Kya
Tera Imam Bay Hazoor Teri Namaz Bay Saror Aesi Namaz Se Guzar Aese Imam Se Guzar
Mansoob Us Ke Qissay Auron Se Bi Thay Lekin Wo Baat Bahut Pheli Jo Baat Chali Ham Se
Naya Ik Rishta Paida Kyun Krein Ham Bicharna Hai Tu Jagra Kyun Krein Ham
Dena Pare Kuch Hi Harjana Sach Hi Likhte Jana Mat Ghabrana Mat Darna Sach Hi Likhte JanaBatal Ki Munh Zor Hawa Se Jo Na Kabi Bhuj Payen Wo Shamen Roshan Kar Jana Sach Hi Likhte Jana
Muntazir Kis Ka Hun Toti Hoyi Dehleez Pey Mein Kon Aye Ga Yahan Ko Hai Aane Wala
Ye Aankh Jab Zara Nam Ho Aur Barish Ka Mosam Ho Muje Lahaq Tera Gham Ho Aur Barish Ka Mosam HoUdasi Jam Si Jati Hai Kisi Barf Ki Manind Khayalon Main Agar Tum Ho Aur Barish Ka Mosam Ho
Tumhari Yaad Ke Jab Zakhm Bharne Lagte Hain Kisi Bahane Tumhein Yaad Karne Lagte Hain
Ishq Ko Bi Ishq Ho Tu Phir Main Dekhon Ishq Ko Kese Tarpe Kaise Roye Ishq Apne Ishq Main
Mein Hairan Hun Keh Kyun Us Se Hoyi Thi Dosti Apni Muje Kese Gawara Ho Gyi Thi Dushmani Apni
Sitam Hi Karna Jafa Hi Karna, Nigah-e Ulfat Kabi Na Karna Tumhein Qasam Hai Hamare Sar Ki Hamare Haq Mein Kami Na Karna
Phir Yun Hoa Ke Sath Tera Chorna Para Sabat Hoa Ke Lazim O Malzoom Kuch Nahi
Titlyan Jugnu Sabhi Ho Gey Mgar Dekhe Ga Kon Ham Saja Bhi Len Agar Dewar Magar Dekhe Ga Kon
Usay Pana Usay Khona Usi Ke Hijr Mein Rona Yehi Gar Ishq Hai Mohsin To Ham Tanha Hi Ache Thay
Niyat Shoq Bhar Na Jaye Kahin Tu Bhi Dil Se Utar Na Jaye KahinAaj Dekha Hai Tuj Ko Dair Ke Baad Aaj Ka Din Guzar Na Jaye Kahin
Iqbal Teri Qoum Ka Iqbal Kho Gya Mazi Tu Sunehra Tha Haal Kho Gya Wo Rob-o Dab-dba Wo Jalal Kho Gya Wo Husn-e Be Misal Wo Jamal Kho Gya
Thani Thi Dil Mein Ab Na Milen Gey Kisi Se Ham Par Kya Kren Ke Ho Gaye Nachar Ji Se Ham
Rwaj Tu Yehi Hai Dunya Ka Mil Jana Bichar Jana Tum Se Ye Kesa Rishta Hai Na Milte Ho Na Bicharte Ho
Showing 1728 of 2193