Taras jati hain aankhein

Taras jati hain aankhein tere dedaar ko janaa
Kuch lamhaat dedaar ke anayat kr mujhy
Taras jati hain aankhein tere dedaar ko janaa
Kuch lamhaat dedaar ke anayat kr mujhy
Dard minnat kash dawa nah hua
Mein nah acha hua bura nah hua
Jama karte ho kyun rakiboon ko
Ik tamasha sun-hwa gilah nah hua
Read More […]
Kabhi baith mere samnay tujhe haal-e dil sunaye hum
Tairay ban kaisay tarapty hain yeh bhi tujhe batlaye hum
Likhari ko us ke likhy ki gar daad nahi milti
Tu us ko aur likhne ko koi baat nahi milti
Sawal yeh hai jo cheez jaisay dikhti hai
Usay waisay hi paish kyun nah kya jaye
Apne andar dabe awazon ko
Bahar kyun nah laya jaye
Read More […]
Ab tak nhi samjh sake hain hum se tum kyun ruth baithe ho
Chhupaye dil mein ghumon ka jahan tum baithey ho
Khoye apne dil ka sukoon hum baithey hain
Na jane hum khn gum baithey hain