2205 poems
Qarar Dil Ko Sada Jis Ke Naam Se Aya Wo Aya Bhi Tu Kisi Aur Kaam Se Aya
Falsafi Ko Behas Ke Andar Khuda Milta Nahi Dor Ko Suljha Raha Hai Aur Sira Milta Nahi
Faqat Maal-O Zar Dewaar-O Dar Acha Nahi Lagta Jahan Bachy Nahi Hote Wo Ghar Acha Nahi Lagta
Muhabbat ny mujh hy dhokka diya Zamany ny mujh ko hy thukra diya Maloom na tha kia hy muhabbat Ye sabq tu ny hy parhaa diya
Ik Raat Wo Gaya Tha Jahan Baat Rok Ke Ab Tak Ruka Hoya Hun Wahen Raat Rok Ke
Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hon Na Kisi Ke Dil Ka Qarar Hon Jo Kisi Ke Kaam Na Aa Skay Main Wo Aik Musht-e Ghubar HonMera Rang Rop Bigar Gya, Mera Yar Muj Se Bichar Gaya Jo Chaman Khazan Se Ujar Gaya, Main Usi Ki Fasal-e Bahar Hoon
Kia Qeemat lagao Gy Meri Tum Mai Toh Khud Khudi mai Bika hua hun
Nam Hai Palkain Teri Ae Moj-e Hawa Raat Ke Saath Kia Tuje Bi Koi Yad Aata Hai Barsat Ke Sath
Meri Wafa Ke Deep Wo Sar-e Sham Jalaye Ga Khud Roshni K Bhnwar Mein Ulajta Hi Jaye GaYun Raat Uski Sochne Mai Guzri Thi Is Tarah Ke Subah Ka Soraj Kon Sa Pegham Laye Ga
Duniya Ki Riwayaat Se Begana Nahi Hon Chairo Nah Mujhe Main Koi Deewana Nahi Hon
Kon Kehta Hai Nafraton Main Dard Hai Mohsin Kuch Mohabtain Bi Bari Azait Nak Hoti Hain
Nazar Jo Koi Bhi Tujh Sa Haseen Nahi Aata Kisi Ko Kya Mujhe Khud Bhi Yaqeen Nahi Aata
Dil Lutaya Hai, Jaan Bhi Luta Dun Ga Hai Pyar Tujh Se Ik Din Dikha Dun GaAbhi Yaad Hain Tere Sitam Bhi Mgar Yaqeenan Ik Din Bhula Dun Ga
Ye Jo Roshni Hai Kalam Mein Ke Baras Rahi Hai Tamam Main Mujhe Sabar Ne Ye Samar Dia Mujhe Zabat Ne Ye Hunar Dia
Tum Ne Sach Bolnay Ki Jurrat Ki Yeh Bhi Toheen Hai Adalat Ki
Shayad Is Raah Pay Kuch Aur Bhi Raahi Ayen Dhoop Mein Chalta Rahon Saaye Bichaya Jaoon
Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahan Nahi Milta Kahin Zameen Kahin Aasmaa Nahi Milta
Dolat Se Mohabbat To Nahi Thi Mujhe Lekin Bachon Ne Khilonon Ki Taraf Dekh Liya Tha
Lehrain Maar Jati Hai Thokar Aa Kar Tujhe Ae Sahil Kabhi Tu Bhi Kinare Se Kinara Kar Le
Wo Barghazida Sy Ley Kar Ajazi Tak Sab Ly Liye Jaty Thy Imtehan Meray
Showing 948 of 2193