Meri Qurbtain Bi Srab hain

Meri Qurbtain Bi Srab hain Ye Bhala Huwa Jo Mili Nahi
Teri Durian Bi Azab Hain Mere Dasht-e Jaan Se Tali Nahi
Meri Qurbtain Bi Srab hain Ye Bhala Huwa Jo Mili Nahi
Teri Durian Bi Azab Hain Mere Dasht-e Jaan Se Tali Nahi
Jab Chale To Tanha Thay Safr Main Mohsin
Phir Tum Milay Gham Milay Tanhai Mili Qafla Sa Ban Gaya
Aur Bi Chezain Bahut Si Lut Chuki Hain Dil Ke Sath
Ye Btaya Dosto Ne Ishq Farmane Ke Bad
Is Liye Kamre Ki Ik Ik Chez Check Karta Hon
Ik Tere Aane Se Pehle Ik Tere Jane Ke Baad
Mere Ham Sukhn Ka Ye Hukm Tha K Kalam Us Se Me Kam Karon
Mere Hont Aise Silay K Phir Meri Chup Ne Us Ko Rula Dia
Submitted By: Naila
This heartache this sadness
this feeling of pain
to think I’ll never hear your voice
or see your face again
The loneliness without you
is beyond belief
I can’t come to terms with
this feeling called grief
It’s so hard to describe just how I feel
without you beside me
time has only stood still
I sit for hours in your favourite chair
talk to your photo
wishing you were there
I touch your clothes & start to weep
I hug your pillow
& try to sleep
Life must go on
I suppose it’s true
but a day doesn’t pass
without thinking of you
To treasure your memory
I must carry on
but nothing else matters
now that you’ve gone.
Submitted By: PAUL BROWN
Ujray Hoye Logon Se Graizan Na Hoa Kar
Halat Ki Qabron Ke Ye Katbe Bi Parha Kar
Har Waqt Ka Hansna Tuje Barbad Na Kar De
Tanhai Ke Lamhon Main Kabi Ro Bi Lia Kar
Ae Chand
Jab Wo Teri Tarf Dekhain
Tu Unhain Kuch Yad Dilana
Madhur Se Kuch Geet Sunana
Aur Kehna…
Tumhain Koi Yad Karta Hai
Teri Aarzo, Teri Umeed Karta Hai
Koi Aaj Bi
Tumhain Deikh Kar Eid karta Hai
Barish Ki Taiz Boondon Ne Jab Dastak Di Darwaze Par
Mehsoos Huwa Tum Aaye Ho, Andaz Tumhare Jaisa Tha
Hawa Ke Halke Jhonke Ki Jab Aahat Huwi Khirki Par
Mehsoos Huwa Tum Aaye Ho, Andaz Tumhare Jaisa Tha
Main Tanha Chala Jab Barish Mein, Ek Jhonke Ne Mera Saath Diya
Main Samjha Tum Ho Saath Mere, Ehsaas Tumhare Jaisa Tha
Phir Ruk Gayi Woh Barish Bhi, Rahi Na Baqi Aahat Bhi
Main Samjha Mujhe Tum Chhor Gaye, Andaz Tumhare Jaisa Tha
Submitted By: Irfan niz