Mohabat Aesa Darya Hai

Mohabat Aesa Darya Hai
K Barish Roth Bi Jaye
Tu Pani Kam Nahi Hota
Poet: Amjad Islam Amjad
Mohabat Aesa Darya Hai
K Barish Roth Bi Jaye
Tu Pani Kam Nahi Hota
Poet: Amjad Islam Amjad
Hurmat Sag-e Koye Yar Bi Hai Lazim
Jisay Ho Ana Ka Khayal Mohabat Na Kre
Submitted By: Anjum Aziz Abbas
Kisi Ko Dekhon Tu Mathe Pe Mah-o Sal Milain
Khain Bikharti Hui Dhol Mai Sawal Milain
Aao Kuch Dair December Ki Dhop Mai Bethain
Ye Furstain Hmain Shayad Na Aglay Sal Mlain
Palkain Utha Kar Palkain Jukaya Na Kro
Baat Ko Yunhi Tum Uljaya Na Kro
Zakhm Badal Jate Hain Nasoor Ki Soorat
Dard Zara Sa Bi Ho Chupaya Na Kro
Ulja Dain Gi Dast Shinason Ki Batain
Tum Apna Hath Kisi Ko Dikhya Na Kro
Kuch Roz Tu Yaad Rakho Ehsan Kisi Ka
Itni Jaldi Kisi Ko Bhol Jaya Na Kro
Charhe Darya Khud Utar Jate Hain Anjum
Zara Si Tughiani Dekh Kar Ghabria Na Kro
Submitted By: Anjum Aziz Abbas
Kia Zoq Hai Kia Shoq Hai So Martba Dekhon
Phir Bi Ye Khon Jalwa Jana Nahi Dekha
Kia Pojte Ho Kon Hai Ye? Kis Ki Hai Shuhrat
Kia Tum Ne Kabi Dagh Ka Dewan Nahi Dekha
I know the colorful earth is mine
But I am fully unfit for it
There is moon glow, sun shine
Noting is fine what’s looks fine
Read More […]
Jo Kisi Ke Rah Mai Rore Atkate Hain
Haqeqat Main Wo Un Ko Chalna Sikhate Hain
Kuch Wo Hain Jo Mai Pene Ko Taraste Hain
Kuch Wo Hain Jinhain Saqi Khud Pilate Hain
Read More […]
Lagta Nahi Hai Dil Mra Ujrey Deyaar Mein
Kis Ki Bani Hai Aalam Napaidaar Mein
Keh Do Un Hasarton Se Kahin Aur Ja Baseen
Itni Jagah Kahan Hai Dil Daghdar Mein
Kaanton Ko Mat Nikaal Chaman Se O Baghban
Yeh Bhi Gulon Ke Sath Pallay Hain Bahhar Mein
Bulbul Ko Baghban Se Nah Sayyad Se Gilah
Qismat Mein Qaid Likhi Thi Fasal Bahhar Mein
Kitna Hai Bad Naseeb Zafar Dafan Ke Liye
Do Gaz Zameen Bhi Nah Mili Koye Yaar Mein