The poem
Read it in Urdu script-
Jo Kisi Ke Rah Mai Rore Atkate Hain Haqeqat Main Wo Un Ko Chalna Sikhate Hain
-
Kuch Wo Hain Jo Mai Pene Ko Taraste Hain Kuch Wo Hain Jinhain Saqi Khud Pilate Hain
-
Mazhab-e Ishq Se Tumhara Kia Wasta Sheikh G Yahan Sanam Tore Nahi Poje Jate Hain
-
Anjum Hamara Kia Kasor Jo Un K Samne Kuch Keh Nahi Pate Lab Tu Hilate Hain
Submitted by Anjum Aziz Abbas


