The poem
Read it in Urdu script-
Palkain Utha Kar Palkain Jukaya Na Kro Baat Ko Yunhi Tum Uljaya Na Kro
-
Zakhm Badal Jate Hain Nasoor Ki Soorat Dard Zara Sa Bi Ho Chupaya Na Kro
-
Ulja Dain Gi Dast Shinason Ki Batain Tum Apna Hath Kisi Ko Dikhya Na Kro
-
Kuch Roz Tu Yaad Rakho Ehsan Kisi Ka Itni Jaldi Kisi Ko Bhol Jaya Na Kro
-
Charhe Darya Khud Utar Jate Hain Anjum Zara Si Tughiani Dekh Kar Ghabria Na Kro
Submitted by Anjum Aziz Abbas


