Ishq Nazuk Mazaj

Ishq Nazuk Mazaj Hai Be-Had
Aqal Ka Bhoj Utha Nahi Sakta
Ragon Mein Dorte Phirne Ke Ham Nahi Qayal
Jab Aankh Se Hi Na Tapka Tu Phir Laho Kya Hai
Ishara Tu Madad Ka Kar Raha Tha Dobne Wala
Magar Yaran-e Sahal Ne Salam Alwida Samjha
Rehna Na Diya Us Ne Kisi Kaam Ka Mujhe
Aur Khak Mein Bhi Mujh Ko Mila Kar Nahi Gya
Bad Qismati Ko Ye Bhi Gawara Na Ho Saka
Ham Jis Pe Mar Mitay Wo Hamara Na Ho Saka
Ik Naqsh Bi Idhar Se Udhar Na Hone Paye
Main Jesa Tmhain Mila Tha Muje Wesa Juda Kar Do