Sheshe Ke Mehal Bana Raha Hun
Halat Se Khof Kha Raha Hun
Sheshe Ke Mehal Bana Raha Hun
Judaion Ke Zakhm Dard-E Zindagi Ne Bhar Diye
Tujhe Bhi Neend Aa Gayi Mujhe Bhi Sabar A Gaya
Khushbu Ki Dewar Ke Peche Kese Kese Rang Jamay Hain
Jab Tak Din Ka Soraj Aaye Us Ka Khoj Lagate Rehna
Is Shab Ke Muqadar Mein Sehar Hi Nahi Mohsin
Dekha Hai Kayi Baar Chiraghon Ko Bhuja Kar
Ki Wafa Ham Se To Ghair Is Ko Jfaa Kehte Hain
Hoti Aayi Hai Ke Achon Ko Bura Kehte Hain
Aaj Ham Apni Pareshani Khatir Un Se
Kehnay Jatay To Hain Par Dekhiey Kya Kehte Hain
Read More […]
Bulbul Ghazal Sarai Aage Hamare Mat Kar
Sab Ham Se Sekhte Hain Andaz Guftagu Ka