Aaya Hai Khilonay Wala

Aaj Phir Maan Mujhe Maray Gi Bohat Ronay Par
Aaj Phir Gaon Main Aaya Hai Khilonay Wala
Saari Zindagi Maa Ke Naam Karta Hon

Saari Zindagi Maa Ke Naam Karta Hon
Mein Khud Ko Maa Ka Ghulam Karta Hon
Jinhon Naay Ki Zindagi Aulaad Pay Nisar
Jo Hain Maaen Un Ko Salaam Karta Hon Continue reading “Saari Zindagi Maa Ke Naam Karta Hon”
Maa Phir Aake Lori Suna Jati Hai

Woh Dil Mein Chali Aati Hai Chupkay Chupkay
Kuch Bhool Bhi Jaoon To Bta Jati Hai Chupkay Chupkay
Baar-ha Aisa Bhi Hoa Mehfil Mein
Maa Mujhe Choom Jati Hai Chupkay Chupkay Continue reading “Maa Phir Aake Lori Suna Jati Hai”
Dard Chala Jata Hai

Dard Chala Jata Hai Meray Ghar Ki Dehleez Se Udaas Ho Kar
Pareshan Nahi Hota Main Kabhi Apni Maan Ke Pass Ho Kar
Maan Ki Aik Dua Zindagi Dey Gi

Maan Ki Aik Dua Zindagi Dey Gi
Khud Roye Gi Tumhain Hansa Dey Gi
Kabhi Bhol Kar Bhi Maan Ko Na Rulana
Ik Choti Si Ghalti Pora Arsh Hila Dey Gi
Masjidain Tameer Hon Gayi

Chandon Se Kyi Masjidain Tameer Hon Gayi
Kacha Makan Ghareeb Ka Pakka Na Ho Saka
Ham Us Ki Khawhishat Ko

Tarq-e Ta’aluqaat Ka Ye Hi Sabab Bana
Ham Us Ki Khawhishat Ko Pora Na Kar Saky