Chaand Jalta Raha
 
					
		Meri Aankhon Mein Ansoo Pighalta Raha, Chaand Jalta Raha
Teri Yaado Ka Sooraj Nikalta Raha, Chaand Jalta Raha
Koi Bistar Pay Shabnam Lapete Hue Khawab Dekha Kya
Koi Yaado Mein Karvat Badalta Raha, Chaand Jalta Raha Continue reading “Chaand Jalta Raha” 
Maan Aaj Bhi Roti Hai
 
					
		Maan Tab Hi Roti Thi Jab Beta Khana Nahi Khata Tha
Maan Aaj Bhi Roti Hai Jab Beta Khana Nahi Deta
Koi Yeh Kaisay Bataye Ke Wo Tanha Kyun Hai
 
					
		Koi Yeh Kaisay Bataye Ke Wo Tanha Kyun Hai
Woh Jo Apna Tha Wohi Aur Kisi Ka Kyun Hai
Yahi Duniya Hai To Phir Aisi Yeh Duniya Kyun Hai
Yahi Hota Hai To Aakhir Yahi Hota Kyun Hai Continue reading “Koi Yeh Kaisay Bataye Ke Wo Tanha Kyun Hai” 
Aa Dekh Tere Pyar Main
 
					
		Aa Dekh Tere Pyar Main Kha Kha Ke Thokrein
Itna Sambhal Gya Hon Ke Dunya Sambhal Lon
Zara Si Choat Lagey
 
					
		Zara Si Choat Lagey, To Woh Ansoo Baha Deti Hai
Apni Sukoon Bhari Goad Mein Sula Deti Hai
Karte Hain Khafa Hum Jab To Chuttki Mein Bhula Deti Hai
Hotay Hain Khafa Hum Jab, To Duniya Ko Bhula Deti Hai
Mat Gustaakhi Karna Logo! Is Maa Se Kyun kay
Jab Woh Chore Ke Jati Hai To Kabhi Lout Ke Nahi Aati
Teri Yaad Se Teri Yaad Tak
 
					
		Na Zameen Hai Meri Qarar Gah, Na Falak Hai Manzal-e Jazb e Dil
Bari Dair Se Hai Safar Mera, Teri Yaad Se Teri Yaad Tak
 
			
