Pyari Maan

Mujh Ko Teri Dua Chahiye
Tairay Anchal Ki Thandhi Sun-hwa Chahiye
Lori Ga Ga Ke Mujh Ko Sulati Hai To
Muskura Kar Saweray Jagati To Continue reading “Pyari Maan”
Ghareeb Maan Apnay Bachon Ko

Ghareeb Maan Apnay Bachon Ko Payar Se Yun Manati Hai
Phir Bana Lein Gey Naye Kapray Eid Tu Har Saal Aati Hai
Yaad Aa Jati Hai Maan

Pochta Hai Jab Koi Ke Dunya Main Mohabat Kahan Hai
Muskara Deta Hun Main Aur Yaad Aa Jati Hai Maan
Teray Liye Chairag Ban Jaoon Ga

Gham Nah Kar Teray Liye Chairag Ban Jaoon Ga
Khud Jal Kar Teri Raah Mein Roshni Kar Jaoon Ga
Dar Hai Ke Mujh Se Ruswaiyun Nah Milein Tumhe
Tark Talluq Mein Khud Hi Se Kar Jaoon Ga Continue reading “Teray Liye Chairag Ban Jaoon Ga”
Abhi Bhi Chaand Raton Mein Yahan Pariyan Utarti Hain

Abhi Bhi Chaand Raton Mein Yahan Pariyan Utarti Hain
Amavas Mein Abhi Bhi Noor Mere Sath Chalta Hai
Hawae Ab Bhi Mujh Ko Der Taq Lori Sonaati Hain
Fizayen Ab Bhi Mere Sath Mil Ko Gungunahteen Hain Continue reading “Abhi Bhi Chaand Raton Mein Yahan Pariyan Utarti Hain”
Ham Faqeeron Ki Soraton Pe Na Ja

Ham Faqeeron Ki Soraton Pe Na Ja
Ham Kai Roop Dhar Lete Hain
Zindagi Ke Udaas Lamhon Ko
Muskra Kar Guzaar Lete Hain
Meri Ujri Hui Basti Ko

Meri Ujri Hui Basti Ko Yunhi Sun-saan Rehne Do
Khusihyan Raas Nahi Aati Mujhe Pareshan Rehne Do
Zeenat Nahi Banta To Nah Ban Mere Dil Ke Aangan Ki
Par –apne Ashiyaney Par Meri Uraan Rehne Do Continue reading “Meri Ujri Hui Basti Ko”