The poem
Read it in Urdu script-
Abhi Bhi Chaand Raton Mein Yahan Pariyan Utarti Hain Amavas Mein Abhi Bhi Noor Mere Sath Chalta Hai
-
Hawae Ab Bhi Mujh Ko Der Taq Lori Sonaati Hain Fizayen Ab Bhi Mere Sath Mil Ko Gungunahteen Hain
-
Koi Manoos Si Khusbhoo Har Ik So Phail Jati Hai Mere Kandhon Ko Dheeray Se Koi Aa Ke Hilata Hai
-
Maray Pehlu Mein Aa Ke Ab Bhi Koi Baith Jata Hai Akailey Mein Kabhi Jab Bhi Tumhari Yaad Aati Hai
Submitted by iqbal designs


