Apni Marzi Se Bhi Ham
Apni Marzi Se Bhi Ham Ne Kaam Kar Daale Hain Kuch
Lafz Ko Larwa Diya Hai Beshtar Ma’ane Ke Sath
Apni Marzi Se Bhi Ham Ne Kaam Kar Daale Hain Kuch
Lafz Ko Larwa Diya Hai Beshtar Ma’ane Ke Sath
Yun Bhi Hota Hai Ke Yak Dam Koi Acha Lag Jaye
Baat Kuch Bhi Na Ho Aur Dil Mein Tamasha Lag Jaye
Wo Chehra Hath Mein Ley kar Kitab Ki Sorat
Hari K Lafz Har Ik Naqsh Ki Ada Dekhon
Muskarate Hoye Milta Hun Kisi Se Jo Zafar
Saaf Pehchan Liya Jata Hun Roya Hoya Main
Bas Ik Bar Kisi Ne Galay Lagaya Tha
Phir Us Ke Bad Na Mein Tha Na Mera Saya Tha
Gali Mein Log Bhi Thay Meray Uske Dushman Log
Wo Sab Pe Hansta Hoya Mere Dil Mein Aya Tha
Read More […]
Yahan Kisi Ko Bhi Kuch Hasb-E Aarzo Na Mila
Kisi Ko Ham Na Milay Aur Ham Ko Tu Na Mila