Tu Woh Bahhar Jo Apne Chaman Mein Aawara
					
		Tu Woh Bahhar Jo Apne Chaman Mein Aawara
Mein Woh Chaman Jo Bahaaraan Ke Intezaar Mein Hai
Read our collection of Ali Sardar Jafri poetry. He is a popular indian poet who has written poetry in both hindi and urdu. Enjoy his ghazlas, nazams and shayari at SadPoetry.org
					
		Tu Woh Bahhar Jo Apne Chaman Mein Aawara
Mein Woh Chaman Jo Bahaaraan Ke Intezaar Mein Hai
					
		Kaam Ab Koi Nah Aeye Ga Bas Ik Dil Ke Siwa
Rastay Band Hain Sab Koocha Qaatil Ke Siwa
Baais Rashk Hai Tanha Roe Reh Ro Shoq
Hum Safar Koi Nahi Dori Manzil Ke Siwa 
Read More […]
					
		Shikaytein Bhi Bohat Hain Hikaytein Bhi Bohat
Maza To Jab Hai Ke Yaaron Ke Ro Bah Ro Kahiye
					
		Shab Ke Sanate Mein Ye Kis Ka Laho Gata Hai
Sarhad Dard Se Ye Kis Ki Sada Aati Hai
					
		Kami Kami Se Thi Kuch Rang o Boye Gulshan Mein
Lab Bahar Se Nikli Hui Dua Tum Ho
					
		Daman Jhtak Ke Wadi-E Gham Se Guzar Gya
Uth Uth Ke Dekhti Rahi Gard-e Safar Mujhe