Ham Se Rotha Bhi Gaya

Ham Se Rotha Bhi Gaya Ham Ko Manaya Bhi Gaya
Phir Sabhi Naqsh Ta’luq Ke Mitaye Bhi Gaye
Ham Se Rotha Bhi Gaya Ham Ko Manaya Bhi Gaya
Phir Sabhi Naqsh Ta’luq Ke Mitaye Bhi Gaye
Mein Bhi Bohat Ajeeb Hun Itna Ajeeb Hun Keh Bas
Khud Ko Tabah Kar Liya Aur Malal Bhi Nahi
Jab Kabi Tot Kar Bikhro Tu Btana Ham Ko
Ham Tumhai Rait Ke Zaron Se Bi Chun Sakte Hain
Haye Woh Log Gaye Chaand Se Milnay Aur Phir
Apne Hi Tootay Hue Khawab Utha Kar Le Aaye
Maan Tab Hi Roti Thi Jab Beta Khana Nahi Khata Tha
Maan Aaj Bhi Roti Hai Jab Beta Khana Nahi Deta
Aa Dekh Tere Pyar Main Kha Kha Ke Thokrein
Itna Sambhal Gya Hon Ke Dunya Sambhal Lon
Bachay School Jayen Or Wapis Na Ayen
Aey Khuda Aesa December Phir Kabhi Na Aaye
Daur Ho Phir Bhi Paas Lagtay Ho
Din Ke Ujaley Mein
Dhundli Si Shaam Lagtay Ho
Koyi Kahani Ho Daastaa’n Ho Tum
Apne Aap Mein Poori Ik Kitaab Lagtay Ho