Jisay Barish Ke Pani Mein

Jisay Barish Ke Pani Mein Baha Kar Muskarate Thay
Mujhe Kaghiz Ki Wo Kashti Zara Phir Se Bana Dena
Submitted By: Afzal
Jisay Barish Ke Pani Mein Baha Kar Muskarate Thay
Mujhe Kaghiz Ki Wo Kashti Zara Phir Se Bana Dena
Submitted By: Afzal
Teri Yadoon K Barish Barasti Hai Muj Par Jab B
Mai Bheeg Zaroor Jati Hoon Mgr Palkon Ki Had Tak
Us Ko Aana Tha Ke Wo Mujh Ko Bulata Tha Kahin
Raat Bhar Barish Thi, Us Ka Raat Bhar Pegham Tha
Gham Ki Barish Ne Tere Naqsh Ko Dhoya Nahi
Tu Ne Muje Kho Dia Main Ne Tuje Khoya Nahi
Kye Rog De Gayi Hai Naye Mosmon Ki Barish
Muje Yaad A Rahe Hain Muje Bhol Jane Wale
Ye Aankh Jab Zara Nam Ho Aur Barish Ka Mosam Ho
Muje Lahaq Tera Gham Ho Aur Barish Ka Mosam Ho
Udasi Jam Si Jati Hai Kisi Barf Ki Manind
Khayalon Main Agar Tum Ho Aur Barish Ka Mosam Ho
Taiz Barish Mein Kabhi Sard Hawaon Me Raha,
Ik Tera Zikr Tha Jo Meri Sadaon Mein Raha,
Kitne Logon Se Mere Gehre Marasim Hain Magar,
Tera Chehra Hi Faqat Meri Du’aon Me Raha….
Dor Tak Chaye Thay Badal Aur Kahen Saya Na Tha
Is Tarah Barsat Ka Mosam Kabhi Aya Na Tha