Tumhari arzoo mein

Tumhari arzoo mein main ne apni arzoo ki thi
Khud apni justojoo ka aap haasil ho gaya hon mein
Tumhari arzoo mein main ne apni arzoo ki thi
Khud apni justojoo ka aap haasil ho gaya hon mein
Meri roshni tre khad o khhaal se mukhtalif to nahi magar
To qareeb aa tujhe dekh lon to wohi hai ya koi aur hai
Safar mein dhoop to hogi jo chal sako to chalo
Sabhi hain bheer mein tum bhi nikal sako to chalo
Khilonon ki dukanon ki taraf se aap kyun guzray
Yeh bachay ki tamanna hai yeh samjhota nahi karti
Na gharz kisi se na wasta, mujhe kam apne hi kam se
Tere zikar se teri fikar se teri yaad se teri naam se
Kon janay ke naye saal main tu kis ko parhay
Tera mayar badalta hain nisabon ki tarah
Tumhe bhi neend si anay lagi hai thak gaye hum bhi
Chalo hum aaj yeh qissa adhoora chore dete hain
Tri nigah sahara nah day to baat hai aur
Ke girtay girtay bhi duniya sambhal to sakti hai