853 poems
Laho jamny se pehly khon baha dey Yahan insaaf se qatal bara hai
Haqeeqton ka taswur mahaal lagta hai Kisi ki yaad main rehna kamal lagta hai
Taras jati hain aankhein tere dedaar ko janaa Kuch lamhaat dedaar ke anayat kr mujhy
Ghuman hai tere loat aany ka Dekh kitna bad-guman hon main
Kabhi baith mere samnay tujhe haal-e dil sunaye hum Tairay ban kaisay tarapty hain yeh bhi tujhe batlaye hum
Aik din dekhne ko aa jaty Ye hawas umar bhar nahi hoti
Le chala jaan meri roth ke jana tera Aesy aany se tu behtar than a aana tera
Hum bhi kya farmaish krte hain Tujh se mulaqat ki khuahish krte hain
Khud Tu Aya Nahi Aur Eid Chali Ayi Hai Eid Ke Roz Mujhe Yun Na Sataye Koi
Aaj us shakhs se mera samna hoa Kab se tha mojood andar aaj aashna hoa
Din ke dahlty hi ujar jaati hai aankhein aesy Jis tarah sham ko bazar kisi gaon main
Sukhn hai kesa kesa, qalam-kar hain kese kese Jis ka dard hai jesa alfaaz hain wese wese
Har roti aankh udaas nhi hoti Zindagi har jeene wale k pas nhi hoti
Jahan mazloom hain to kai jabar hain Shehr-e khamoshan main sab brabar hain
Tere pass jo mujh ko aana para hai Mujy raasty main zamana para hai
Aik zamany baad Faraz ye shair kahy main ne Ik mudat se milay nahi hain yaar mera aur main
Tum Mere Liye Itne Pareshan Se Kyun Ho Mein Dob Bhi Jata Tu Kahin Aur Ubarhta
Jaate Hoye Kehte Ho Qayamat Ko Milen Gey Kya Khob Qayamt Ka Hai Goya Koi Din Aur
Dunya Ne Tajurbaat O Hwadis Ki Shakal Mein Jo Kuch Muje Diya Hai Wo Luta Raha Hun Mein
Kis ko khabar thi, kis ko yaqeen tha ke aesy bhi din ayen gey Jeena bhi mushkil ho ga aur marnay bhi na payen gey
Showing 160 of 853