O dil toar ke jane walay

O dil toar ke jane walay dil ki baat batata ja
Ab mein dil ko kya samjhaao mujh ko bhi samajhata ja
O dil toar ke jane walay dil ki baat batata ja
Ab mein dil ko kya samjhaao mujh ko bhi samajhata ja
Woh baat saaray fasanay mein jis ka zikar nah tha
Woh baat un ko bohat na gawaar guzri hai
Laila majnu ka qissa koi sunta hi nahi
Behas aalim ko faqat ya tum se hai ya ham se hai
Mein zayada hun bohat is ke liye ab tak bhi
Aur mere liye wo sare ka sara kam hai
Ab jo lehar hai pal bhar baad nahi hogi yani
Ik darya mein doosri baar itra nahi ja sakta
Hashar mein kon gawahi meri day ga saghar
Sab tumahray hi tarafdar nazar atay hain