853 poems
Auqat Ki Baat Mat Kijiye Aap Jese Rula Ke Aaya Hun
Thak Gaya Aashiq Mohabat Ki Laash Uthaty Uthaty Dil Hai Ke Janaza Parhta Hi Nahi
Log Yun Dekh Ke Hans Dete Hain Tu Muje Bhol Gya Hu Jese
Wo Aaj Bhi Sadiyon Ki Musafat Pey Khara Hai Dhonda Tha Jisy Waqt Ki Dewaar Gira Kar
Har Aik Kaante Pe Surakh Kirnain Har Ik Kali Mein Chiragh Roshan Khayal Mein Muskarane Wale Tera Tabssam Kahan Nahi Hai
Tum Meri Taraf Dekhna Choro Tu Bataon Har Shakhs Tumhari Hi Taraf Dekh Raha Hai
Kis Liye Dekhti Ho Aaina Tum To Khud Se Bhi Khobsorat Ho
Jab Nazaray Thay Tu Aankhon Ko Nahi Thi Parwa Ab Inhi Aankhon Ne Chaha Tu Nazaray Nahi Thay
Haseen Teri Aankhien Haseen Tere Aansu Yehin Dob Jane Ko Jee Chahta Hai
Is Liye Tu Bachon Par Noor Barasta Hai Shirartain Tu Karte Hain Sazishain Nahi Karte
Tu Bhi Ae Shakhs Kahan Tak Mujhe Bardasht Karey Bar Bar Aik Hi Chehra Nahi Dekha Jata
Rooth Janay Ki Ada Ham Ko Bi Ati Hay Kash Hota Koi Ham Ko Bi Mnane Wala
Ishq Ke Izhaar Mein Har Chand Ruswai Tu Hai Par Kron Kya Ab Tabiyat Aap Par Ayi Tu Hai
Jab Kabi Tot Kar Bikhro Tu Btana Ham Ko Ham Tumhai Rait Ke Zaron Se Bi Chun Sakte Hain
Kahani Likhte Hyoe Dastaan Sunaate Hoye Wo So Gaya Hai Mujhe Khawab Se Jagatay Hoye
Kuch Log Jo Sawar Hain Kaghaz Ki Nao Par Tuhmat Trashte Hain Hawa Ke Dbao Par
Sab Kuch To Hai Kya Dhoondti Rehti Hain Nigehain Kya Baat Hai Main Waqt Pay Ghar Kyun Nahi Jata
Dard Chala Jata Hai Meray Ghar Ki Dehleez Se Udaas Ho Kar Pareshan Nahi Hota Main Kabhi Apni Maan Ke Pass Ho Kar
Chandon Se Kyi Masjidain Tameer Hon Gayi Kacha Makan Ghareeb Ka Pakka Na Ho Saka
Ghatti Barhti Roshniyon Ne Mujhe Samjha Nahi Main Kisi Pathar Kisi Dewaar Ka Saya Nahi
Showing 220 of 853