Zammana jab se jadeed ho gya hai

Zammana jab se jadeed ho gya hai
Dilon main gham bhi shadeed ho gya hai
Zamana bohat taraqi kar chuka hai lekin
Bhok ka dar bhi mazeed ho gya hai
Read our best collection of Zamana poetry. Enjoy shayari collection of popular urdu and hindi poets. Our poetry collection is updated regularly.
Zammana jab se jadeed ho gya hai
Dilon main gham bhi shadeed ho gya hai
Zamana bohat taraqi kar chuka hai lekin
Bhok ka dar bhi mazeed ho gya hai
Patoon Ki Tarah Mujhe Bakherta Tha Zamana
Ik Shakhs Ne Mujhe Yakja Kia Aur Aag Lga Di
Ya wo thay khafa ham se ya ham hain khafa un se
Kal un ka zamana tha aaj apna zamana hai
Log Kehty Hai Badalta Hai Zamana Sab Ko
Mard Wo Hain Jo Zamane Ko Badal Dete Hain
Jafa Ke Zikar Par Tum Kun Sambhal Kar Beth Gaye
Tumhari Baat Nahi Baat Hai Zamane Ki
Tum Na Hanste Tu Na Hansta Zamana Mujh Per
Hosla Tum Ne Barhaya Hai Tamshai Ka
Bohat Dino Mein Kahin Hijar Mah-O-Saal Ke Baad
Ruka Hoya Hai Zamana Tere Wisal Ke Baad