Mein Tu Darya Hon

Kon Kehta Hai Ke Moat Ayi Tu Mar Jaon Ga
Mein Tu Darya Hon Samandar Mein Utar Jaon Ga
Kon Kehta Hai Ke Moat Ayi Tu Mar Jaon Ga
Mein Tu Darya Hon Samandar Mein Utar Jaon Ga
Dolat-e Dard Do Dunya Se Chupa Kar Rakhna
Aankh Mein Boond Na Ho Dil Mein Samandar Rakhna
Wo Keh Rahi Thi Sumandar Nahi Hain Aankhain Hain
Mai Un Mai Dob Gya Aetbar Karte Hoye
Submitted By: aleeha
Pyas Kehti Hai Ab Rait Nichori Jaye
Apnay Hisay Main Samandar Nahi Aane Wala
Samandar Main Utarta Hoon Tu Aankhein Bheig Jati Hain
Teri Aankhon Ko Parhta Hoon Tu Aankhein Bheig Jati Hain
Tumhara Naam Likhne Ki Ijazat Chin Gayi Jab Se
Koi Bi Lafz Likhta Hoon Tu Aankhein Bheig Jati Hain