The qita
Read it in Urdu script-
Samandar Main Utarta Hoon Tu Aankhein Bheig Jati Hain Teri Aankhon Ko Parhta Hoon Tu Aankhein Bheig Jati Hain
-
Tumhara Naam Likhne Ki Ijazat Chin Gayi Jab Se Koi Bi Lafz Likhta Hoon Tu Aankhein Bheig Jati Hain


