Umar Jitni Bhi Kati

Umar Jitni Bhi Kati Us Ke Bhrose Pe Kati
Aur Ab Sochta Hun Is Ka Bhrosa Kya Tha
Lakhon Mein Intikhab Ke Qabil Bna Dya
Jis Dil Ko Tum Ne Dekh Liya Dil Bna Diya
Us Ke Anay Se Eid Hui
Chaand Chehra Dikhaane Se Eid Hui
Jis Ko Chorra Tha Kabhi Mein Naay
Us Ke Naz Uthany Se Eid Hui
Read More […]
Zindagi Jabr-E Musalsal Ki Tarah Kaati Hai
Jane Kis Jurm Ki Payi Hai Saza Yaad Nahi
Har Moman Ka Rakhwala Hamara Watan
Umat Ka Hai Sahara Payara Watan
Na Tha Umat Ka Hamdard Koi
Dey Ke Quwat Rab Ney Ubhara Watan
Read More […]
Mujh Ko Tu Hosh Nahi Tum Ko Khabar Ho Shayad
Log Kehty Hain Keh Tum Ne Mujhe Barbad Kia
Mohabat Mein Ik Aesa Waqt Bhi Dil Par Guzarta Hai
Ke Aanso Khusk Ho Jate Hain Tughiani Nahi Jaati