2205 poems
Pata ha mjy Yaa Barishay kun pasand hain Yaa Barasteey hain Udaas loogo ki Tarha..
Aik Chota Sa Larka Tha Main Jin Dino Ik Mele Mai Pohncha Hmakta HoaJi Machlata Tha Ik Ik Shay Par Mgar Jeeb Khai Thi Kuch Mol Le Na Saka
Wo Tera Aank Bhar K Muje Dekhna Wo Tera Dekhna Hi Kamal Tha Meri Justju Ke Ihsas Par Tera Lams Bi Tu Be Misal Tha
Muje Ab Kuch Sujai Nahi Deta Wo Apne Tak Rsai Nahi Deta Mai Takti Rhon Paglon Ki Tarah Wo Zalam Khain Dikhai Nahi Deta
Gunah Kar Ke Mohabat Ka Koye Yar Chale Shoq Awargi Mai Aashiq Be Shmar ChaleSitam Zrefi Ki Mehfil Mai Boli Lag Na Saki Nazar Mai Khot Tha Phir Kese Karobar Chale
Jheel Kinare Beth Ke Dono Pholon Ki Barsat KrainMoti Pro Ke Un Aankhon Main Sapno Pe Ham Baat Krain
Bulleh Nu Lok Matan Dainde Tun Ja Bho Mesati Wich Mesatan Kih Kuj Honda Je Dilo Namaz Na NetiBahar Pak Kite Keh Honda Je Andron Na Gyi Pleti Bin Murshad Kamal Bhulya Teri Awain Gyi Ibadat Keti
Hairat Hai Tum Ko Dekh Ke Masjid Mein Aye Khumar Kya Baat Ho Gayi Jo Khuda Yaad Aa Gaya
Ik Khwab Musalsal Aata Hai Tera Chehra Neend Sjata HaiPholon Pe Bhanwre Ki Manind Mere Dil Ko Wo Behlata Hai
Wada Tu Kya Hai Mgar Aefa Na Kren Gey Aefa Jo Krain Gey Koi Acha Na Kren GeyLogo Se Chupa Le Gey Jo Ahwal Hai G Ka Apne Se Kisi Baat Mai Dhoka Na Kren Gey
Wo Meri Bad-salooki me bhi Mujhe Dua deti he Aaghosh me le kr sab Gham bhula deti he
Taswar Mai Tere Hmesha Makhmor Rha Hon Tu Mera Ham Nishain Hai Bohat Maghror Rha HonDil Ke Nigar Khane Mai Tuj Ko Sja Lia Hai Yun Ulfat Ki Dunya Mai Bohat Mashor Rha Hon
Pata Hun Us Se Daad Kuch Apne Kalam Ki Roh-ul Qudus Agarcha Mera Ham Zuban Nahi
Yaad Hain Ghalib ! Tujhe Woh Din Keh Wajd-e Zauq Mein Zakhm Se Girta, To Main Palkon Se Chunta Tha Namak
Sapnay Bunanay Ka Hisab Rakha Hai Dard Ke Sehne Ka Azab Rakha HaiSawan Ki Raat Mai Juno Ka Lamha Jalti Aankhon Mai Khwab Rakha Hai
Aayen Hain Wo Mazar Pe Ghoonghat Utaar Ke Mujh Se Naseeb Achhe Hai Mere Mazar Ke
Wo Keh Rahi Thi Sumandar Nahi Hain Aankhain Hain Mai Un Mai Dob Gya Aetbar Karte Hoye
Kal Ki Us Barish Main Phir Wohi Sa Manzar ThaPhir Wohi Si Bondain Thi Phir Wohi Si Thandak Thi
Tez Barish Mai Khara Hon Wo Ik Jumla Sun’ne Ko Are Idhar Aao…Bheg Jao Gaay
Main Sajdon Main Teri Aafiyat Ki Dua Mangta Hon Suna Hai Khuda Bewafaon Ko Maaf Nahi Karta
Showing 1928 of 2193