Un Ke Dekhe Se Jo Aati Hai

Un Ke Dekhe Se Jo Aati Hai Munh Par Ronaq
Wo Samajhte Hai Ke Bimar Ka Haal Acha Hai
Un Ke Dekhe Se Jo Aati Hai Munh Par Ronaq
Wo Samajhte Hai Ke Bimar Ka Haal Acha Hai
Ye Na Thi Hamari Qismat Keh Visal-e Yaar Hota
Agar Aur Jete Rehte Tu Yehi Intezaar Hota
Heran Hon Tum Ko Masjid Mai Dekh K Ghalib
Aesa Bi Kiya Hoa Ke Khuda Yaad A Gaya
Pata Hun Us Se Daad Kuch Apne Kalam Ki
Roh-ul Qudus Agarcha Mera Ham Zuban Nahi
Yaad Hain Ghalib ! Tujhe Woh Din Keh Wajd-e Zauq Mein
Zakhm Se Girta, To Main Palkon Se Chunta Tha Namak
Submitted By: Suhail rahim
Karne Gaye Thay Us Se Taghaful Ka Ham Gila
Ki Ek Hi Nigah K Bas Khak Ho Gaye
Submitted By: Suhail rahim