Dil mein ab yun tere

Dil mein ab yun tere bhoolay hue gham atay hain
Jaisay bichhre hue kaaba mein sanam atay hain
Aik ik kar ke hue jatay hain tarre roshan
Meri manzil ki taraf tairay qadam atay hain
Read More […]
Faiz Ahmad Faiz is very famous urdu poet from Pakistan. Faiz Ahmad Faiz Poetry has been translated into several languages. We offer his best poetry collection on sadpoetry.org
Dil mein ab yun tere bhoolay hue gham atay hain
Jaisay bichhre hue kaaba mein sanam atay hain
Aik ik kar ke hue jatay hain tarre roshan
Meri manzil ki taraf tairay qadam atay hain
Read More […]
Ik fursat gunah mili woh bhi chaar din
Dekhe hain hum ne hauslay parvar-digaar ke
Hum parwarish looh o qalam karte rahen ge
Jo dil pay guzarti hai raqam karte rahen ge
Gulon mein rang bharay bad nu bahar chalay
Chalay bhi aao ke gulshan ka kaarobar chalay
Woh baat saaray fasanay mein jis ka zikar nah tha
Woh baat un ko bohat na gawaar guzri hai
Nahi nigah main manzil tu justaju hi sahi
Nahi wisaal mayasar to aarzo hi sahi
Hum ne sab shair mein sanware thay
Hum se jitne sukhan tumahray thay
Rang o khushbu ke husn o khoobi ke
Tum se thay jitne istaaray thay
Read More […]