Yun Bicharna Bhi Bohat

Yun Bicharna Bhi Bohat Asan Na Tha Us Se Magar
Jata Jate Us Ka Wo Mur Kar Dobara Dekhna
Yun Bicharna Bhi Bohat Asan Na Tha Us Se Magar
Jata Jate Us Ka Wo Mur Kar Dobara Dekhna
Mujhe Nikaal ke Mujh Mein Se Koi Dafan Karo
Badan Mein Apne Hi Ghut Ghut Ke Mar Chuka Hun Main
Submitted By: Mohsin Aftab Kelapuri
Teri Khatir Ham Ik Shaam Churane Nikle
Dard Mai Dhal Ke Khud Ko Aazmane Nikle
Phir Inhi Tarsi Nazron Se Tmasha Dekha
Baat Itni Se Thi K Sab Zakhm Purane Nikle
Gham Ki Aaghosh Mai Khud Ko Smeta Aise
Raat Itni Hai Tu Phir Ham Sog Mnane Nikle
Wo Jo Nazron Mai Tlatam Tha Dekha Sab Ne
Raaz Jo Aankhon Se Ayan Thay Wo Chupane Nikle
Submitted By: Shabeeb Hashmi
Raat Hai Andhairi Bohat Ik Dia Hi Jila De Koi
Main Barson Ka Jaga Hoon Muje Sula De Koi
Aj ki raat bi mumkin hai na soo sakon mohsin
Yad phir ayi hai neendon ko urane wali
Ab Muj Ko Har Cheez Achi Lagti Hai
Me Tumko Yaksar Bhula Chuka Shayad
Submitted By: danyal afzal
Nazar Jo Muj Se Mila Kar Gya Hai
Mere Hosh Wo Ura Kar Gya Hai
Us Ke Siwa Kuch Yaad Nahi
Har Naqsh Zehan Se Mita Kar Gya Hai
Aankhein Sone Ka Naam Nahi Leti
Un Ki Neendain Chura Kar Gya Hai
Wo Mere Pass Thehra Nahi Lekin
Muje Apni Jhalak Dikha Kar Gya Hai
Submitted By: M. Asghar Mirpuri