Skip to content
SadPoetry
EN
Nazar Jo Muj Se Mila Kar Gya Hai

Nazar Jo Muj Se Mila Kar Gya

4 couplets
  1. Nazar Jo Muj Se Mila Kar Gya Hai Mere Hosh Wo Ura Kar Gya Hai

  2. Us Ke Siwa Kuch Yaad Nahi Har Naqsh Zehan Se Mita Kar Gya Hai

  3. Aankhein Sone Ka Naam Nahi Leti Un Ki Neendain Chura Kar Gya Hai

  4. Wo Mere Pass Thehra Nahi Lekin Muje Apni Jhalak Dikha Kar Gya Hai

Submitted by M. Asghar Mirpuri

Report a mistake

More Sad Poetry

See all