Auron Ke Darbar Se

Kun Minatain Mangta Hai Auron Ke Darbar Se
Wo Kon Sa Kam Hai Jo Hota Nahi Teray Parwardigar Se
Kun Minatain Mangta Hai Auron Ke Darbar Se
Wo Kon Sa Kam Hai Jo Hota Nahi Teray Parwardigar Se
Ujray Hoye Logon Se Graizan Na Hoa Kar
Halat Ki Qabron Ke Ye Katbe Bi Parha Kar
Har Waqt Ka Hansna Tuje Barbad Na Kar De
Tanhai Ke Lamhon Main Kabi Ro Bi Lia Kar
Na Tha Kuch Tu Khuda Tha, Kuch Na Hota Tu Khuda Hota
Dboya Muj Ko Hone Ne, Na Hota Main Tu Kya Hota
Hoa Jab Gham Se Yun Behis Tu Gham Kia Sar Ke Ketne Ka
Na Hota Gar Guda Tan Se Tu Zano Par Dhara Hota
Hoi Mudat Ke Ghalib Mar Gya, Par Yad Aata Hai
Wo Har Ik Baat Pe Kehna Ke Yun Hota Tu Kya Hota
Sajde To Sab Ne Kiye Tera Naya Andaaz Hai
Tu Ne Wo Sajda Kia Jas Par Khuda Ko Naaz Hai
Wich Darhi Islam Na Koi
Bi Amlaan Quran Na Koi
Je Makran Tu Baz Na Away
Mula Jeha Be Aman Na Koi
Je Gar Pa Deway Puthi Rahay
Murshad Jeha Shaita Na Koi
Saani Bas Ik Ohdi Man Le
Rab Tu Gaan Sultan Na Koi
Parh Parh Aalim Fazal Hoya
Kadi Apnay Aap Nu Parhya Ai Nai
Ja Ja Warda Masjidan Mandran Andar
Kadi Man Apnay Wich Warya Ai Nai
Aevin Roz Shetan Na Larda
Kadi Nafs Apnay Na Larya Ae Nai
Bulleh Shah Asmnai Uddian Pharda Ae
Jhera Ghar Betha Aunon Pharia Ae Nai
Masjid Tu Bna Di Shab Bhar Main Aeman Ki Hararat Walon Ne
Man Apna Purana Papi Hai Barson Main Namazi Ban Na Saka
Parwane Ko Chiragh Hai Bulbul Ko Phol Bas
Sadeeq Ke Liye Hai Khuda Ka Rasool Bas