The poem
Read it in Urdu script-
Na Tha Kuch Tu Khuda Tha, Kuch Na Hota Tu Khuda Hota Dboya Muj Ko Hone Ne, Na Hota Main Tu Kya Hota
-
Hoa Jab Gham Se Yun Behis Tu Gham Kia Sar Ke Ketne Ka Na Hota Gar Guda Tan Se Tu Zano Par Dhara Hota
-
Hoi Mudat Ke Ghalib Mar Gya, Par Yad Aata Hai Wo Har Ik Baat Pe Kehna Ke Yun Hota Tu Kya Hota



