Tum Eid Manao Saj Dhaj Ke

Tum Eid Manao Saj Dhaj Ke
Me Jese Hon Wesa Hee Sahi
Jiss Haal Main Hon Main Jesa Hon
Na Poch Sanam Ab Kesa Hon

Tum Dill Ka Lagana Kia Jano
Tum Ashk Bahana Kia Jano
Tum Nazuk Phool Ho Gullshan Ke
Tum Aag Mein Jalna Kia Jano
Ye Umar He Tere Hansne Ki
Nahein Ishq Mein Aahein Bharne Ki
Meri Qismat Mein Hy Dard Sanam
Sab Seh Longa Taqdir Ke Gham

Majbor Milay Jo Ulfat Main
Sar Aankhon Par Ye Saary Sitam
Jab RUB Ko Hy Manzor Yahi
Tou BISMILLAH Aesa Hee Sahi
Tm eid manao saj Dhaj k
Me Jese Hon Wese Hee Sahi

Submitted By: Irfan niz

Us Se Milne Ko – Ahmad Faraz Shayari

Us Se Milne Ko Kabhi Hum Jo Machal Jate Hain
To Khayalon Mein Bohat Door Nikal Jate Hain

Gar muhabat main sidaqat bi ho shidat bi
Phir to ihsaas hai pathar bi pighal jate hain

Us ki aankhon ke nashe main hoon jab se dooba
Larkharate hain qadam sambhal jate hain

Bewafa ka jab bi muje khyal aata hai
Ishk aankhon se rukhsar bi pigal jate hain

Pyar main aik hi mosam hai baharon ka
Log mosam ki trah kese badal jatey hain