The poem
Read it in Urdu script-
Tum Eid Manao Saj Dhaj Ke Me Jese Hon Wesa Hee Sahi Jiss Haal Main Hon Main Jesa Hon Na Poch Sanam Ab Kesa Hon
-
Tum Dill Ka Lagana Kia Jano Tum Ashk Bahana Kia Jano Tum Nazuk Phool Ho Gullshan Ke Tum Aag Mein Jalna Kia Jano Ye Umar He Tere Hansne Ki Nahein Ishq Mein Aahein Bharne Ki Meri Qismat Mein Hy Dard Sanam Sab Seh Longa Taqdir Ke Gham
-
Majbor Milay Jo Ulfat Main Sar Aankhon Par Ye Saary Sitam Jab RUB Ko Hy Manzor Yahi Tou BISMILLAH Aesa Hee Sahi Tm eid manao saj Dhaj k Me Jese Hon Wese Hee Sahi
Submitted by Irfan niz


