The ghazal
Read it in Urdu script-
Us Se Milne Ko Kabhi Hum Jo Machal Jate Hain To Khayalon Mein Bohat Door Nikal Jate Hain
-
Gar muhabat main sidaqat bi ho shidat bi Phir to ihsaas hai pathar bi pighal jate hain
-
Us ki aankhon ke nashe main hoon jab se dooba Larkharate hain qadam sambhal jate hain
-
Bewafa ka jab bi muje khyal aata hai Ishk aankhon se rukhsar bi pigal jate hain
-
Pyar main aik hi mosam hai baharon ka Log mosam ki trah kese badal jatey hain


