Bin Dekhay Guzar Jaye Ga

Ye Ihad Ajab Ihd Kam-o Baish Hai Jana
Khud Teri Gawahi Tere Ham Raz Na Day Gay
Tu Bi Hmain Bin Dekhay Guzar Jaye Ga Ik Din
Kuch Soch Ke Ham Bi Tuje Awaz Na Day Gain
Ye Ihad Ajab Ihd Kam-o Baish Hai Jana
Khud Teri Gawahi Tere Ham Raz Na Day Gay
Tu Bi Hmain Bin Dekhay Guzar Jaye Ga Ik Din
Kuch Soch Ke Ham Bi Tuje Awaz Na Day Gain
Tum Eid Manao Saj Dhaj Ke
Me Jese Hon Wesa Hee Sahi
Jiss Haal Main Hon Main Jesa Hon
Na Poch Sanam Ab Kesa Hon
Tum Dill Ka Lagana Kia Jano
Tum Ashk Bahana Kia Jano
Tum Nazuk Phool Ho Gullshan Ke
Tum Aag Mein Jalna Kia Jano
Ye Umar He Tere Hansne Ki
Nahein Ishq Mein Aahein Bharne Ki
Meri Qismat Mein Hy Dard Sanam
Sab Seh Longa Taqdir Ke Gham
Majbor Milay Jo Ulfat Main
Sar Aankhon Par Ye Saary Sitam
Jab RUB Ko Hy Manzor Yahi
Tou BISMILLAH Aesa Hee Sahi
Tm eid manao saj Dhaj k
Me Jese Hon Wese Hee Sahi
Submitted By: Irfan niz
Main Kisi Ko Kia Ilzam Doon Apni Moat Ka Hasal
Yahan Tu Sitany Waly Bi Apnay Thay Dafnany Waly Bi Apnay
Meri Qurbtain Bi Srab hain Ye Bhala Huwa Jo Mili Nahi
Teri Durian Bi Azab Hain Mere Dasht-e Jaan Se Tali Nahi
Wo Zindagi Ho Ke Dunya Faraz Kia Ki jiye
Keh Jis Se Ishq Kro Bewafa Nikalti Hai
Mujhse Har Bar Wo Nazren Chura Leta Hai Faraz
Mane Kagaz Pe Bhi Bana Ke Dekhi Hain Ankhen Usk
Agar Wo Zindagi Main Faqt Aik Bar Mera Ho Jata
Tu Main Zamane Ki Kitabon Se Lafz Bewafai Hi Mita Deta
Us Se Milne Ko Kabhi Hum Jo Machal Jate Hain
To Khayalon Mein Bohat Door Nikal Jate Hain
Gar muhabat main sidaqat bi ho shidat bi
Phir to ihsaas hai pathar bi pighal jate hain
Us ki aankhon ke nashe main hoon jab se dooba
Larkharate hain qadam sambhal jate hain
Bewafa ka jab bi muje khyal aata hai
Ishk aankhon se rukhsar bi pigal jate hain
Pyar main aik hi mosam hai baharon ka
Log mosam ki trah kese badal jatey hain