Dil Be Toot Jata Hai

Khud Ko Sabz Hi Rakha Ansoon Ki Barish Main
Warna Hijr Ka Mosam Kis Ku Ras Aata Hai
Tu Hawaon Ka Mosam Tuj Ko Kia Khabar Jaanan
Gard-e Bad Gumani Se Dil Be Toot Jata Hai
Khud Ko Sabz Hi Rakha Ansoon Ki Barish Main
Warna Hijr Ka Mosam Kis Ku Ras Aata Hai
Tu Hawaon Ka Mosam Tuj Ko Kia Khabar Jaanan
Gard-e Bad Gumani Se Dil Be Toot Jata Hai
Pyas Kehti Hai Ab Rait Nichori Jaye
Apnay Hisay Main Samandar Nahi Aane Wala
Toot Jata Hi Ghareebi Me Wo Rishta Jo Khas Hota Hai
Hazaron ”Yaar” Banty Hain Jab Paisa Pass Hota Hai
Submitted By: Zara
Main Shab Ka Bi Mujrim Hoon Sehr Ka Bi Hoon Mujrim
Yaroo Muje Is Shehr Ke Aadab Sikha Do
Ham Chiraghon Ko Tu Tareeki Se Larna Hai Faraz
Gul hoye Par Subah Ke Aasar Ban Jayen Gay Ham
Marne Ki Duyain Kun Mango, Jene Ki Tamana Kon Karay
Ye Dunya Ho Ya Wo Dunya, Ab Khawhish-e Dunya Kon Karay
Mila Tu Aur Bi Taqseem Kar Gaya Muj Ko
Sameetna Thi Jisay Meri Kerchian Mohsin
Dil-e na umeed tu nahi, nakam hi tu hai
Lambi hai gham ki shaam, magar shaam hi tu hai