Aansoo Ko Tu Ankho Me Bhi

Har Ek Jazbat Ko Zuban Nahi Milti
Har Ek Aarzu Ko Dua Nahi Milti
Muskurahat Banaye Rakho To Duniya Hai Sath
Aansoo Ko Tu Ankho Me Bhi Panah Nahi Milti
Har Ek Jazbat Ko Zuban Nahi Milti
Har Ek Aarzu Ko Dua Nahi Milti
Muskurahat Banaye Rakho To Duniya Hai Sath
Aansoo Ko Tu Ankho Me Bhi Panah Nahi Milti
Aansu Aa Jatay Hain Aankhon Main
Per Labon Peh Hansi Lani Parti hai
Yeh Mohabbat Bhi kia Cheez hai
Jis Sey kertay Ho Usi Say Chupani Parti hey
Submitted By: AsifAliAzif
Aayi Jo Teri Yaad Tanhai me
Aankhen Barsti Rahi Judaai me
Submitted By: Jonty
Ye Ashk Jo Tu Ne Muj Ko Diye Soghat Ki Manind
Barste Hain Zakhm Aankhon Se Meri Barsat Ki Manind
Mai Kese Bhula Dun Tuje Ae Meri Jan Ke Qatil
Rehta Hai Khaylon Mai Mere Tu Lamhat Ki Manind
Tumhari Har Ek Baat Bewafai Ki Kahani Hai
Lekin Teri Har Saans Meri Zindagi Ki Nishani Hai
Tum Aaj Tak Samajh Nahi Sake Mere Pyar Ko
Isliye Mere Aansoo Bhi Tere Liye Pani Hai.
Submitted By: Muhammad Basharat
Tumhary dukh hum seh nhe skty
Bhari mehfil main kuch keh nhe skty
Hamary girty hoye aansoo ko bar bar daikh
Wo bhi kehty han keh hum ap ky bin reh nhe skty
Submitted By: Ali hassan
Kabi Aansu,kabi khushbu,kabi naghma ban kr
hamse hr shaam mili hai tera chehra ban kr
chand nikla hai tere aankh k aansu ki tarhan
phool mehke hain tere zulf ka saya ban kr
meri jaagi hui raton ko usi ki hai talaash
so raha hai tri ankhon main jo sapna bn kr
dil k kaghaz pr utarta hai jo sheron ki tarhan
mere honton pr machalta hai jo naghma ban kr
mera kya haal hai kbi aa kr tu dekh to le
jee raha hun tera bhoola hua wada ban kr
din k ujaley main b nai bujti tere chehre ki chamak
ruh main pheel gya hai jo ujala ban kr
dhup main khoo gya hai hath chura kr wo ajnabi
ghar se sath chala tha jo mera saya ban kr
kbi ansoo,kbi khusbu,kbi naghma ban kr
hmse hr shaam mili hai tera chehra ban kr
Mere Ham Sukhn Ka Ye Hukm Tha K Kalam Us Se Me Kam Karon
Mere Hont Aise Silay K Phir Meri Chup Ne Us Ko Rula Dia
Submitted By: Naila